Shukriya Shukriya Dard Jo Tumne Diya

Singer: Agam Kumar Nigam  •  Lyricist: Shabbir Ahmed  • 
Advertisement
Shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)
Yeh khata humse huyee dil jo bas tumko diya
Naa koye shikwa gila tumse oh bewafa - (2)
Pyar toh tahi nahee pyar jo tumne kiya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)

Ro bhee naa pawo abb toh tanha rato me
Aansu bhee naa chhoda tumne aankho me
Jakhma diya hai aisa bhul naa pawo tujhe
Mar jaunga mai toh teree yad me

Shukriya shukriya jakhma jo tumne diya - (2)
Yeh khata humse huyee dil jo bas tumko diya

Shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)

Apna kehke jabsa tumne luta hai
Kya mai bolo yeh dil kitna tuta hai
Tuta dil kaa har tukra yeh kehta hai
Pyar naa karna pyar toh bas ek doka hai

Shukriya shukriya dil jo tore diya - (2)
Yeh khata humse huyee dil jo bas tumko diya
Naa koye shikwa gila tumse oh bewafa - (2)
Pyar toh tahi nahee pyar jo tumne kiya
Shukriya shukriya dard jo tumne diya - (2)

Related Songs

Kab Tak Yaad Karu..............

Kab Tak Yaad Karu..............

Har Kasam tor di aaj tumne....

Har Kasam tor di aaj tumne....

Ishq Na Karna

Ishq Na Karna

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba