Kab Tak Yaad Karu..............

Singer: Agam Kumar Nigam  •  Lyricist: Agam Kumar Nigam  • 
Advertisement
Kab tak yaad karu main usko,
kab tak ashq bahaaun…

Kab tak yaad karu main usko,
kab tak ashq bahaaun…

Yaaron rab se duaan karo,
main usko bhul jaaun

Yaaron rab se duaan karo,
main usko bhul jaaun

Kab tak yaad karu main usko
kab tak ashq bahaaun

Yaaron rab se duaan karo
main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Aaj bhi uska chehra meri
aankhon mein rehta hai

Uski chahat ka ek dariyaan
iss dil mein behta hai

Qatra qatra khoon, badan ka
uski yaad nichode

Saari duniya choote uski
yaad na pichha chhode

Aankhen band karu toh usko
apne paas main paaun

Aankhen band karu toh usko
apne paas main paaun

Yaaron rab se duaan karo
main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Maine ishq kiya tha
uski sazaa bhi maine paayi

Uth naa paaunga jeevan bhar
aisi thokar khaayi

Sab kuchh karna iss duniya mein
dil na yaar lagana

Mere jaisa ishq bhi tumko
kar dega deewana

Dil jalta hai kaise tumko
dil ke daag dikhaaun

Dil jalta hai kaise tumko
dil ke daag dikhaaun

Yaaron rab se duaan karo
main usko bhul jaaun

Kab tak yaad karu main usko
kab tak ashq bahaaun

Kab tak yaad karu main usko kab tak ashq bahaaun

Yaaron rab se duaan karo
main usko bhul jaaun

Yaaron rab se duaan karo
main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Main usko bhul jaaun
Main usko bhul jaaun

Related Songs

Shukriya Shukriya Dard Jo Tumne Diya

Shukriya Shukriya Dard Jo Tumne Diya

Har Kasam tor di aaj tumne....

Har Kasam tor di aaj tumne....

Ishq Na Karna

Ishq Na Karna

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba