Teri Masumiyat ........

Singer: Altamash Faridi  •  Lyricist: Jashwant Gangani  •  Composer: Babli Haque
Advertisement
Oh Oh O o..
Hai re hai re..

Teri Masumiyat ne hamein
banjara bana diya..(3x)

Ke mann bhatke teri aur baar baar
Ke mann bhatke teri aur baar baar
Tune aisa kya kiya

Teri Masumiyat ne hamein
Banjara bana diya..(3x)

Pata nahi tha pyar mein itna
Meetha dard hota hai
Unko leke kabhi kabhi
Dil bacha ban ke rota hai..(2x)

Teri pehli nazar ne
Hamein khudse judaa kiya(x2)

O mann bhatke teri aur baar baar
O mann bhatke teri aur baar baar
Tune aisa kya kiya

Teri Masumiyat ne hamein
Banjara bana diya..(3x)

Kaise sambhalaein nadan dil ko
Jo tere liye dhadak utha
Na maane main kya karu haye
Kaise dilasa doon jhutha..(2x)

Teri pyari si moorat ko
Dil mein basa liya..(2x)

O mann bhatke teri aur baar baar
O mann bhatke teri aur baar baar
Tune aisa kya kiya

Teri masoomiyat ne hamein
Banjara bana diya..(3x)

Banjara bana diya..
Teri masumiyat ne..

Banjara bana diya..
Bana diya..

Related Songs

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba

Mungda

Mungda

Genda Phool

Genda Phool

Le Photo Le ......

Le Photo Le ......