Tere Jaisa Yaar Kahan......

Singer: KISHORE KUMAR  •  Lyricist: ANJAAN  •  Composer: Rajesh Roshan
Advertisement
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Related Songs

Ye shaam mastani

Ye shaam mastani

O mere dil ke chain

O mere dil ke chain

Mere Sapno Ki Rani

Mere Sapno Ki Rani

Dil Main Aag Lagaye ...

Dil Main Aag Lagaye ...

Teri Duniya Se Hoke Majboor Chala...

Teri Duniya Se Hoke Majboor Chala...

Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda ......

Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda ......