Mujhko Barsaat Bana Lo

Singer: Armaan Malik  •  Lyricist: Rashmi Virag  • 
Advertisement
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo
Jaan..

Mujhko alfaaz bana lo
Dil ki aawaz bana lo
Gehra sa raaz bana lo
Jaan..

Nasha hoon main,
Behakne do
Mere kaatil,
Mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo
Jaan..

Tere sang guzar jaaye
Yeh umr jo baaki hai
Has do na zara khul ke
Kaahe ki udaasi hai

Subah hoon main,
Aane do
Mere kaatil,
Mujhe jeene ka haq toh do..

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo
Jaan..

Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo
Jaan..

Related Songs

Badnaamiyan

Badnaamiyan

HUA HAI AJ PEHLI BAAR

HUA HAI AJ PEHLI BAAR

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba

Mungda

Mungda