Kyun hum se khafa ho gaye - Mehdi Hassan

Singer: Mehdi Hassan  • 
Advertisement
Kyun hum se khafa ho gaye ae jan-e-tamana
Bheegay huway mousam ka maza kyun nahin letay

Yeh raat yeh barsat yeh sawan ka maheena
Aisay mein tu sholoon ko bhi ata hai paseena
Iss rut mein ghareeboun ki dua kyun nahin letay
Kyun hum se khafa ho gaye ..

Dekho tu zara jhank kay bahir ki faza mein
Barsat nay aik aag laga di hai hawa mein
Iss aag ko seenay mein basa kyun nahin letay
Kyun hum se khafa ho gaye ..

Aya hai kisay ras judai ka yeh alam
Tarpain akelay udher aap idher hum
Dil dil se meri jaan mila kyun nahin detay

Kyun hum se khafa ho gaye ae jan-e-tamana
Bheegay huway mousam ka maza kyun nahin letay

Related Songs

Ek Husn Ke Devi Se Muje Piyar Hua Tha - Mehdi Hassan

Ek Husn Ke Devi Se Muje Piyar Hua Tha - Mehdi Hassan

Yeh kaagazi phool jaise chehre - Mehdi Hassan

Yeh kaagazi phool jaise chehre - Mehdi Hassan

Tere bheege badan ki khusboo sey - Mehdi hassan

Tere bheege badan ki khusboo sey - Mehdi hassan

Ek baar Chale aao -  Mehdi Hassan

Ek baar Chale aao - Mehdi Hassan

Duniya kisi ke pyar mein - Mehdi Hassan

Duniya kisi ke pyar mein - Mehdi Hassan

Apnon ne gham diye to mujhe - Mehdi Hassan

Apnon ne gham diye to mujhe - Mehdi Hassan