Kal Ho Naa Ho

Singer: Sonu Nigam  •  Lyricist: Javed Akhtar  •  Composer: Shankar Ehsaan Loy
Advertisement
Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai samaa kal ho naa ho
Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai samaa kal ho naa ho

Chaahe jo tumhe poore dil se
Milta hai woh mushkil se
Aisa jo koi kahin hai
Bas wohi sabse hasin hai
Uss haath ko tum thaam lo
Woh meherbaan kal ho naa ho
Har pal yahaan jee bhar jiyo

Jo hai samaa kal ho naa ho

- - - - - -
Palko ke leke saaye
Paas koi jo aaye
Lakh sambhalo paagal dil ko

Dil dhadke hi jaaye
Par soch lo is pal hai jo

Woh daastan kal ho naa ho
Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chaanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai samaa kal ho naa ho
Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai samaa kal ho naa ho
- - - - - -
Jo hai samaa kal ho na ho

Related Songs

Tumse Milke Dilka Jo Haal

Tumse Milke Dilka Jo Haal

Chhoti Chhoti Raatein .....

Chhoti Chhoti Raatein .....

Bole Chudiyan Kabhi Khushi Kabhie Gham

Bole Chudiyan Kabhi Khushi Kabhie Gham

Do, pal ruka, khwaabon ka kaarvaan

Do, pal ruka, khwaabon ka kaarvaan

God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan

God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K