"Dil Keh Raha Hai Dil Se"

Singer: ADNAN SAMI  •  Lyricist: Sameer  •  Composer: Adnan Sami
Advertisement
(dil keh rahaa hai dil se
waadaa karo dil se
chaahe tum jahaan bhi jaana jaanam
meri yaad rakhna
oh meri yaad rakhna) (2)

hmm mausam bhale badle tum na badalna dilbar
chaahat ki raahon pe tum saath chalna
pyaar ki bekhudi keh rahi aashiqi
jaan-e-jaan meri yaad rakhna
oh meri yaad rakhna

dil keh rahaa hai dil se
waadaa karo dil se
chaahe tum jahaan bhi jaana jaanam
meri yaad rakhna
oh meri yaad rakhna

(love the music here)

jaldi se laut aanaa tum mujhse door jaake
yoon na sataana baatein banaake
chaandni raat mein neend mein khwaabon mein
jaan-e-jaan meri yaad rakhna
oh meri yaad rakhna

dil keh rahaa hai dil se
waadaa karo dil se
chaahe tum jahaan bhi jaana jaanam
meri yaad rakhna
oh meri yaad rakhna

Related Songs

O Meri Jaan

O Meri Jaan

Tera Chehra Jab Nazar Aaye  ....

Tera Chehra Jab Nazar Aaye ....

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba

Mungda

Mungda