Dil Diwana Na Jane Kab

Singer: Anuradha Paudwal  •  Lyricist: Sameer  •  Composer: Rajesh Roshan
Advertisement
Dil deewana ho
(Dil deewana na jaane kab kho gaya
Toone aise dekha ke kuch ho gaya) (Repeat 2 times)
Kuch ho gaya kuch ho gaya kuch ho gaya meri jaan

Dil deewana na jaane kab kho gaya
Toone aise dekha ke kuch ho gaya

(In lamhon mein dard hai is mausam mein pyaas hai
Pahale pahale pyaar ka ye kaisa ehasaas hai ho) (Repeat once)
Har pal maza aane laga ye kya nasha chhaane laga
Kuch ho gaya kuch ho gaya kuch ho gaya meri jaan

Dil deewana na jaane kab kho gaya
Toone aise dekha ke kuch ho gaya

Nai bekhudi hai nai aag hai labon pe labon ka haseen daag hai
Meri jaan kaise nikalane lagi teri ik chhuan se pighalane lagi ho
Kuch ho gaya kuch ho gaya kuch ho gaya meri jaan

(In aankhon ko dekh ke in honthon ko choom ke
Jeena hai ab saathiya pyaar se yoon hi jhoom ke ho) (Repeat once)
Ye faasala kyon hai sanam a tod den saari kasam
Kuch ho gaya kuch ho gaya kuch ho gaya meri jaan

Dil deewana na jaane kab kho gaya
Toone aise dekha ke kuch ho gaya
Kuch ho gaya kuch ho gaya kuch ho gaya meri jaan

Dil deewana na jaane kab kho gaya
Toone aise dekha ke kuch ho gaya

Toone aise dekha…

Related Songs

Jo Pyaar Karta Hai ...............

Jo Pyaar Karta Hai ...............

Chhoti Chhoti Raatein .....

Chhoti Chhoti Raatein .....

প্রিয় এমন রাত যেন যায় না বৃথাই - Priyo Emon Raat Jeno - Nazrul

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba