Agar Tum Mil Jao .......

Singer: Shreya Ghoshal  •  Lyricist: Sayeed Quadri, Shakeel Azmi  • 
Advertisement
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Agar tum mil jao..
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere khwaabon ko gehno ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam
Taqdeer ka rookh mod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Teri khushboo hum apne jism ki khushboo bana lenge
Khuda se bhi na jo toote
Khuda se bhi na jo toote
Woh rishta jod lenge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Related Songs

চল রাস্তায় সাজি ট্রাম লাইন (Chol rastay saaji tram line)

চল রাস্তায় সাজি ট্রাম লাইন (Chol rastay saaji tram line)

Thodi Der

Thodi Der

Wada Raha

Wada Raha

Bheed Mein Tanhai Mein  .............

Bheed Mein Tanhai Mein .............

আমার একলা আকাশ - Amar Ekla Akash

আমার একলা আকাশ - Amar Ekla Akash

God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan

God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan