AA BHI Ja

Singer: Lucky Ali, Sunidhi Chauhan  •  Lyricist: Muqtida Hasan Nida Fazli  • 
Advertisement
(aa bhi ja aa bhi ja
Aye subah aa bhi ja) - 2
Raat ko kar vida
Dilruba aa bhi ja) - (2)
Aa bhi ja aa bhi ja
Aye subah aa bhi ja

Mere mere dil ke pagalpan ki oh seema kya hai
Yu to tu hai meri chhaya tujh me ho tera kya hai
Mai hu gagan tu hai zameen adhuri si mere bina
Raat ko kar vida dilruba aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja aye subah aa bhi ja - 2

Dekhu chahe jisko
Kuch kuch tujhsa dikhta kyu hai
Janu janu na mai
Tera mera rishta kyu hai
Kaise kahu kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida dilruba aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja aye subah aa bhi ja - 2

Related Songs

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Uyi Amma - Azaad - Aaman D - Rasha Thadani - Madhubanti Bagchi - Amit Trivedi - Amitabh - Bosco - Abhishek K

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Aaj Ki Raat (Stree 2) Tamannaah Bhatia - Sachin Jigar - Madhubanti Bagchi - Divya K - Amitabh B

Meri Mehbooba

Meri Mehbooba

Mungda

Mungda

FILHALL ....

FILHALL ....

Chaiyya Chaiyya

Chaiyya Chaiyya